Meri Govt job lagi hai. Mai Govt Office ke GST Bhawan me baithta hu. Wahan Govt ke kai department hai. Mera department excise department me hai and excise department me *Sharab* ka Calculation, Income ye sab kaam rahta hai halaki GST Bhawan me aur kai department hai is Bhawan me sharab nahi aati hai aur mai bas Govt ka kaam karta hu Sir ka Latter banana ho aur Internet me kaam. "To kya Ye Kaam mai kar sakta hu"