Mey baccho ko tution padata hu. Unki kabhi kabhi pitai karni padti hai. Kia ise roze ya roze ke bageer zulm karar denge ya nahi

Eh amal zulm to nahin hai kionke aapko niyyat unko adab sikhana hai magar agar ismain aapka gussa bhi shamil hai to isse parhega karen.
Magar behtar eh hai ke bachcho ko mara na jaye kisi bhi hal main. Uske aur tariqe hain jisse unko ilm ki taraf raghib kiya ja sakta hai. Marna kisi bhi hal main sahi nahin hai. Magar isse aapke roze per koi asar nahin parega agar che bachchon ko marna khud achcha amal nahin hai.