Mjhe ye janna hai k tattoo bnana jayez hai? Or agr tattoo jese zulfiqar bnwae jaye tou kya ye munasib hoga?

Aaj Kal Jo tattoo banwate hain yeh saheeh nahi hai. Rasool Allah ne sirf woman's ke liye til (mole) ki nishani ki ijazat dithi kion ki qabile wale pahchan ke liye ladies ko daghte( burn) Tau uss se bachane ke liye til banane ki ijazat dithi.

Jism per mutabarrik imam ya nabi ka name permanent likhwana jaez nahi hai

Baghair la fata illa Ali la saif illa zulfiqar lkhwae woh zulfiqar nahi hai sirf talwar hai or masoom ka name body per likhwana saheeh nahi hai jism kab najis hai kab paak hai