jis ke najis hone ka yaqin hai wo najis hai lekin agar yaqin na ho to paak hai.
agar najis hone ka yaqin tha lekin abhi bhool gaya hai aur baad me yaad aa jae to jab yaad aa gaya hai tab wo najis hai
agar 5 me se ek cheez najis hai lekin kon si ye na pata ho to aap 4 ko paak qarar de sakte hain