muje ladka paida hua h 3 din hue hain. aap batayen khatna k liye kya huqm hai. kitne din k bad krna chahiye or khatna k din kya krna chahiye jaise k nazr wagaira…. July 20, 2018 by Hasan mahdi 7wen din aqeeqah mustahab hai sath me khatna bhi kara dijiye Sayed Zameer Haider Children