mujhay bolo aik maa ko bachay ki terbayat kaysey karney chahyai aur kb say bachay ki terbayat sharoo hoti hai waslam

bachay ki tarbiyat main maa ke sath sath baap ka bhi ahem kirdar hai. Dosri baat bachay ki tarbiyat ka silsila shadi se pahle hi shuru ho jata hai jaisa ke medical science se bhi approved hai Insan ke aadaat o atwar bachche main muntaqil hote hain. magar kam az kam har maan ko conceive karne ke baad kafi baton ka lehaz karna lazmi hai.Halal giza ka bahot ziyada khayal rakha jaye.Gheebat aur negative thinking se parhez kiya jaye.