Mujhe apni zindagi bhar ki qaza namaz ada karni hai. Mai ab 25 saal ki hu. Mujhe nhi yaad k kab qaza hui aur kab maine padhi. Chod chod ke padhi hu to Maine apne pure 25 saal ki namaz padne ka irada kiya hai. Har wajib namaz ke baad kya mai qazaye umri ki niyat se qaza namaz pad sakti hu?