Aap use karsaqati hai. Us ke sath namaz bi pad Sakti hai.
Aaytullah khamnai sahab ke fatwe ke mutabik
woh alcohol asl halat me solid tha ya maloom nahi hai ke asl me woh solid tha ya liquid to woh pak hai namaz padh sakti hai. Dhon kar pak karne ki jarurat nahi hai.
Lekin ager yaqin hai ke asl me woh liquid & nasila tha to ehtiyat ki bina par pak karne ki jarurat hai.
Aga ne ehtiyat lagaya hai. Aap is mai sistani saheb ke taraf rujua kar sakti to phir aap us ko pak sumar kare chahe woh asl me solid ho ya liquid & nasila.