Mujhe ye puchna h ki agar koi na mehram se deeni bat ya koi mashwara le to kya gunah h? Mera matlb mujhe pata h ki wo namehram h or unka kisi personal matter me dakhal nahi h lekin wo educated h or ilm or akhlaq rakhte hain to kya unsd pucha ya unki raae li ja skti hai?