Mujhe yeh jaan na hai ki namaz e ziyarat e Imam Hussain (as) ka sawab, tariqa, niyat or kya iss namaz ko roz padha jaa skta hai or mai iss namaz ke qunoot me 3 baar allah humma laan qatla tal hussain wa auladil hussain wa ashabehi padhta hu toh kya yeh jayez hai?