Mujhey yeah puchna hai k ekh insaan Jo 5 waqt ki namaze parhta hai, namaz Ba jamaaat parhta hai. Kabhi kadar namaze Shab bhi partha hai lekin jabh imam Hussain a.s k masaeeb or takleef bayaan kiye jatai hai to uski eyes mai aasooo nhi atta. Lekin ekh dusra insaan hai Jo 5 waqt ki namaze nhi Partha, kuch partha hai kuch nhi partha .
Aur kisi majboori ki wajah sai woh masjid bhi nhi ja sakta lekin jabh yeah masaeeb imame Hussain a.s suntaa hai to bohut rota hai
Aisaa kyo jabh k imam e zaineul abedieen a.s nai faramya hai k agr tumko imam Hussain a.s k masaeeb sun kar rona na aye to tobba or astagfaar kiya karo. Us namazi insaan ko to tobbaa or astagrfaarr ki itni zaroorat nhi honi chahiye? jitni baii namazi ko honi chahiye?
Sab sai paihli baat yai baat galat hai kai namazi houn tou touba ki zarorat nahi yai galat concept hai dusrai marhalai mai koushish karain maraifat barhain ziada mazloomiyat kou sunai aur dua karain aur aihlaibait sai tawassul karain