Music Sunana Haram hai par Agar Koi Islamic Qawwali, Manqabat Ya Koi Bhi Islamic Music Sun sakte hai Kya? Islamic Music Sunana Kaisa hai?

Music agr masti aur badan ke hilne ka sabab ban rahi hai to Haram hai, ab chahe wo Qawwali ho ya Mabqabat ya Quraan ki Ayat. Islamic Music se apki ky murad hai? Haram music haram hai

Music Sunana Haram hai par Agar Koi Islamic Qawwali, Manqabat Ya Koi Bhi Islamic Music Sun sakte hai Kya? Islamic Music Sunana Kaisa hai?

har wo music jo khurafat ki mahfil ya unse makhsus hai wo haram hoti hai, music ke مسئله me khud use sunne ke Baad faisla hota hai chunki isko clear karna maashere ka kaam hai, qawwali sunna haram nahi hai magar ye ki usme bhi music bhi ghalat use ho

Music Sunana Haram hai par Agar Koi Islamic Qawwali, Manqabat Ya Koi Bhi Islamic Music Sun sakte hai Kya? Islamic Music Sunana Kaisa hai?

Aapne khud hi jawab de diya hai ke music haram hai agar koi cheiz haram ho tu Kya ache kam ke sath use connect karne se jayez ho jayegi
Mukhtasar yeh hai ke agar manqabat qawwali me woh musical instrument istemal hote hain jo jayez hain jaise duf tabal waghaira tu jayez hai uske Alawa jo haram instrument hain jaise guitar piano waghaira tu haram hai Aagha e Sistani ne masla bahot asan kar diya hai har woh music jo entertainment ke liye istemal hoti hsi haram hai