Namaz agar padne ki jaga nai h to desk pe pad skti hu actions se ya phir ghar aake qaza padni hogi

Nahi laazmi hai ke jagah dhoondh kar Namaz ada karein aur qaza karna jaiz nahi