Namaz awal e waqat pharna fazilat hai yaa jamat k sath q k hm dakty hai k agar Imam Jamat kisi be waja say late hojata hai to humry liya kia hukum hai k hm jamat k liya wait kary ya phr khud say namaz ada kary q k awal e waqat namaz pharny k be sawab hai?