Namaz e zuhrain k nafila farz namaz k baad main parhay ja saktay hain?

Iska waqt farz namaz se pahle hai magar agar koi waqt ki kami ki wajah se nahi padh saka aur sawab se mahroom nahi hona chahta tu woh qaza ki niyat se bad me padh sakta hai