Namaze Shab Night(Raat) me 11:00 pm baje ke baad padh sakte hai kya? Agar mai Namaze shab night me 11:00 pm baje ke baad padhkar sota hu to kya namaze shab padhne ka sawab milega mujhe.

Ji mid night ke baad aap kabhi bhi namaz e shab parh sakte hain aur even jaisa ke aapne likh 11 baje to aap ke baad To aap parh sakte hain. Inshallah Allah aapki ebadat ko Qabool kare aur mazeed taufiqat main Izafa farmaye.