Please btae k mujhe osto arthritis ki shuruwat hai or mere husband sirf ek sal me ek month k liye hi aa pate hai. Aise condition me agar namaze fajr se pahle ghusl e janabat wajib ho jae to mere liye winters me ghusl karna namaze fajr se pahle haddio me dard badhne ki wajah bun sakta hai. To kya aisi condition me hm namaze fajr se pahle tayammum karke namaz padh le fir jab thodi si thand kam pade to ghusl karle din me?

Ji tayammum ker kay namaz perh lain