Please maulana aisi kuch dua ya Amal bataiye jisse hamara beta kaam kaaj karna shuru kare. Ghar ka business hai toh bhi kaam pe nahi aata. Bohat samjhane k baad bhi kuch farq nahi hai.

Read hadees e kisa and tawasul with Hazrat Zahra SA