Plz ye bataye abortion ke bad ghusl ki niyat kya hogi Aur agar us time ghusl haze tarteebi kiya ho to pak ho gye the ya ab kuch aur karna hai July 20, 2018 by Hasan mahdi wo nefaas ho ga albatta ye baat batana zaroori samajhta hun ke obortion jaez nahi hai gunahe kabeera hai Maulana Jabir Ali Ansari women