Qaza namaz ka mukhtasir tareeqa hai ya jis tarha hum namaz normally parhte hain usi tarha parhen. And qaza roza jo hai uski jaga roza hi rakhna hai ya koi kaffara bhi ada kersakte hain jis ke bad woh hum per baqi nahi rahenge.

Normal namaz jo padhte hain
Han yeh kar Sakte hain tasbeehat arba 3 martaba ke badle ek bar padhein qunoot mukhtasar karein
Magar phir bhi namaz me zyada waqt lagana focus se padhna shia ki pahchan hai
Roza ki qaza karni hogi Aur agar jaan boojh kar roza nahi rakha tha tu qaza bhi Aur kaffara bhi dena hoga