Question 2 ke silsile me agar NIYYAT SE PEHLE sirf haath aur chehra gila karna hai aur us ke baad me niyat kar k wuzu shuru karna hai to kya answer hoga, ye sirf is liye k bahar khuli jagah me tez ya garam hawa se Masah karne se pehle hi chehre ka paani sukh jata hai jiski wajah se wuzu baatil ho jayega.

Pahle geela karne ke bajaye zyada pani wuzu ke dauran chèhre Aur hath par dalein Aur agar khushk ho jaye tu dadhi se pani lekar Masah kar Sakte hain kyon ke dadhi ke Baal ka pani jaldi nahi sookhta