Quran e Kareem janaab e Mariyam Salamullah aleha ki Ismat ki gawahi deta hai aur janab e Fatema Zehra Salamullah Aleha ki Ismat ki bhi Ayat e Tatheer ke zariye gawahi deta hai. lihaza inn dono masooma hastiyon ki Ismat mey kiya farq hai or khud inn dono ismato mey yaani Ismat e Mariyam Salamullah or Ismat e Sayyeda FatematuZehra Salamullah Aleha mey kiya farq h.

Ismat ka Matlab gunah se mehfooz hona. Yeh dono hastiyo ka sharaf hai.
Fatima (as) Afzal Isliye hain ke Prophet (sawa) se nisbat hain. Aap tamam khalaiq par Afzal hain, Isliye Fatima bhi sab par fazeelat rakhti hain