Salaam Agha,Kya 1 Hafte k Hamal ( pregnancy) ko zaya kiya ja sakta hai. Zauja Rahbar ki taqleed karti hai June 3, 2018 by Hasan mahdi Walaikumussalam Ek din Ka bhi haml zaye Karna Haram hai Wassalam Sayed Abul Qasim Rizvi