Salaam mera naam XXX nawab hai Mumbai mein rehta hu picchle 2 Years se Naukri nahi milta aur koi business bhi chalu kiya toh kuch kaam nahi bana bahut pareshan hu.. Wajibaat jyada tar baja lata hu, waldain aur biwi 3 bacche hai.. Samajh nahi Aa raha kya kare. Koi hal bataye.. Khuda hadiz
wswrwb, Surah waqyah namaz isha ke baad padhen aur ziyadah se ziyadah istigfaar Karen aur namaz subhk baad apap ke dahena haath seene par rakh kar bayaan haath aasmaan ki taraf utha kar 72 baar ya fattaho padhen