Salaam…bahut say loag zohr kye namaz mai philey or dusre rakath mai kya parna nahe jantay aur bahut say confusion hai ke Surah parhay nai chup rahay? November 26, 2017 by Hasan mahdi W alikum Salam, Namaz-e-Jamat me 1st aur 2nd rakat me Mamoom yani jo imam ke piche Namaz par raha hai wo Al Humd aur Sura nahi parega. Maulana Ali Abbas Khan