Salam Agha,Jaisa ki hum logo k yaha mahe shahban ki shabe 15 me marhoomeen ki nazr ki jati hai. Agar kisi sahab ka inteqaal 3 roz pahle hua ho to kya uski nazr bhi sab marhoomeen k sath kra sakte hai June 3, 2018 by Hasan mahdi Walaikumussalam Agar us din Bhi kisi ka inteqal howa tu use Bhi Fatiha hadiya kar sakte hain Wassalam Sayed Abul Qasim Rizvi