Salam Agha,kya jin paiso pr Imam ka Sadqa nikala gya hai us pr hm apna sadqa nikal sakte hai? mai gair sadat hu. June 3, 2018 by Hasan mahdi Walaikumussalam Behtar Hai Imam Ka hum sadaqa alag nikalein aur apna alag nikalein Is me Sadaat aur ghair Sadaat Ka farq nahi hai Waise ek hi note masalan 10 Rupees hain 5 Imam Zamana as Ka aur 5 Family Ka tu koi problem nahi hai Wassalam Sayed Abul Qasim Rizvi