Salam alykum,
zindagi bht short hay aur ager hum chtay hain isko sahe enjoy karain tu humain ziada thankful hona chaye,
shukar kerna jo chezain Allah Subhnatala nay ata farmye hain khud ba khud jo chezain nahe hay ya sahe nahe hain Kay aehsaas ko kum ker dayta hay
2nd gusa per qaboo kerna Kay liye app fajar Kay baad 100 dafa astagfar karain
100 dafa din main daroodh perhain
Inn shah Allah kam ho ga
qayyamat per tawajho karain duniya Kay gussay ko khatum ker day ga
illtemasedua