Salam Qibla, sawal ye ha kay imam mehdi ki ghaaibat kay baray main jo riwaayat ha, un main sab say Sahih sanaad wali riwaayat kia ha? aur ye kay jo Sunni brothers ka aqeeda ha kay imam Mehdi ki paaidaaish ho ge, is tarah ki kia koi riwaayat ahle tashiya main milti ha?

walaikum Salam wrwb, Gaibat k maamle me hamaare paas Kae mutawatir (sahih) hadeese maujood hay , Ahle tashayyo me aisi koi riwaayat nahi hay ki oonki paidaaish ho gayi hay.