salam,pehli dafa ke alava har bar qabr par pani dalna kaisa hai? kya uska koi fayda hai? November 26, 2017 by Hasan mahdi W alikum Salam, Qabr par pahli bar pani dalne ke liye milta hai bad, albatta qabr ko saaf rakhna, dhona aur jana aur fateha parna sab achche kaam hain Maulana Ali Abbas Khan