Salamunalaikum Plz ye batayen moit ke liye dua karna kaisa hai June 3, 2018 by Hasan mahdi Walaikumussalam Maut ke liye tayyar rahne ka hukmZaroor diya gaya hai Magar dua ka nahi Wassalam Sayed Abul Qasim Rizvi