Salamunalaikum Plz ek sawal ka jawab aur den Hindu ke hath ka khana khana kaisa hai .mtlb mujhse bahes ki gyi ki hindu to sabziya bhi ugate hain aur apne hath se pani dalte hain to sabziyan khalo unke hath ki aur khana nahi ye kya baat hui aisa unhone kisi aur ko bhi samjhaya aur wo bechara hindu ka khane lag gya iska kya jawab doon ki unko samajhaaye . Wsalam
Walaikumussalam Hindu Najis hai is liye Haram hai Magar sakhi cheiz lend me koi masla. Nahi hai Aur pani woh zameen Ko deta hai aur aapko zameen sabziyan deti hai Is liye pak hai Wassalam