Shaadi mai dulhan ko kisi non muslim se mehndi lagwa sakte hai ?

Ji bilkul lagwa sakte hain magar make sure ke dulhan ke uper bhi 5 waqt ki namaz wajib hai lehaza namaz ke waqt use is baat ka khayal rakhna hai ke agar mehndi non Muslim ne apne khule hathon se touch kiya hai to use namaz se pahle wash karna zaroori hai.