Shaitan nai jb hazrat adam ko sajdah karnay sai inkar keya toh khuda nai iss maloon ko apnay darbar sai nikal diya toh phir shaitan kis tarah wapas gaya ur hazrat adam ko apnay chal mai fasaya tha? Aur mai nai suna ki phir shaitan snake kai through khuda kai darbar mai wapas gaya ur hazrat adam ko mislead keya

Is topic par riwayat mukh talif hai
Is tin points par tavjjo de aap ko apne sawal ka jawab mil jai ga:

1) Ikhtaj shaitan physically nahi tha
2) Janat duniya ke baho me se ek bagh tha ya aasman par ka bagh
3) Vasvase ke liye shaitan ka physically hazir hona jaruri nahi hai