Shan e Masoomeen me jab hum koi bat karte hen maslan unky karam , ilm , fazilat , e.t.c to hum usy Unlimited nhi bolte balke limited bolte hen aur sath me ye bolte hen ke limits ki hadd tak humara nakiz zehen nhi pohnch sakta ke is shaan ki last stage kiya hai ?
To kiya ye bat es par dalalat karti he ke ek shks bole ke limit to hai lekin humare dimagh me itni power nhi ke limit pata kar saken?

Kindly kisi masoom ki hadees sona den ke mera Question clear ho jae.

Bihar vol 25 mein Hadith hai ke hum ko Rab ki manzil se neeche rakho aur iske alawa jo bhi Bayaan karogi Woh hamari manzil hai