s/w aaga batay maa ke pair ke niche jannat h to baap ke pair ke niche kya ?? January 19, 2017 by Admin akhirat main maa ke naam se pukara jaega isliye kaha jata hai warna maa baap dono ki khidmat se jannat main ja sakte hain agar baap aaq ker dai tou jannat ki khushbu nahi soongh sakta Sayed Nafees Taqvi