taboot ke upar jo paisa rakha jaata hai jo momineen rakhtey hai kya majbori mei woh kharch kar sktey hai yaa used kr sktey hai ussey June 3, 2018 by Hasan mahdi Aam taur par yeh paisa azadari aur nazr hi ke unwan Se rakha jata Hai lehaza usko azadari me khurch kar sakte hain Sayed Abul Qasim Rizvi