Taveez ka sahara nahi le?

Maine arz kiya ke Quran ki ayat jo dua ki shakl main hai ya Aimmah (a.s) ki duas ko ham istemal kar sakte hain chahe usko parhen ya bandhen but important yeh hai ke hamen usmain yaqeen ho aur usko amal main layen sirf zaban ki hadd tak na ho.