Wajib gusl ko tayammum ke sath ada karne ke baad wajib namaz e ada ki gayi ho to wo shih he? Pani milne ke baad gusl karne ke baad firse wohi namaz e ada ya kaza karni padegi?
Agar apne apni jimmedari ke mutabik akhri waqt tak intezar karne ke bad taymum kar ke namaz padh hai vohi sahi. Pani milne ke bad dobara padhne ki zarurat nahi hai