Namaz Juma Imam e Masoom ki absence main Wajib e Takhiri hai jiska matlab agar Juma namaz main sharik hua to Zohr namaz parhne ki zaroorat nahin hai.
Behtar eh hai ke Insan jan boojhkar juma tark na kare. Agar koi aisa reason hai ke nahin sharik ho sakta to Zohr ki namaz parega.