Ye bataiye ki meri beti ne peshab kar diya farsh par ab paak kaise karun dhul nahi sakti. Yahan sare flats aise hi hote hain kahin se pani jane ka rasta hi nahi hai maine tissue se saaf kiya ab pocha lagane se paak hoga ki nahi kya karun

Asl najast ke hat jane ke bad ek bar aabe jari uspar dal kar us pani ko kisi chez se jama kar len farsh pak ho jaega