Fal ka arbi mai ye mana hai ki kisi chiz ko aainda milne wali khush khabri ki nishani samjna ye achchi bat hai
Islam ne is par bahut taqid ki hai
Hamare Urdu Mai jo faal ka matalab samjna jata hai yaani Aalida Ho ne Wale hadso ya chhupi bato ko faalnama ke zariye Janan
Islam mai iski mazimat ki hai or baaz halat mai usko haram kiya hai.
Logon ke aamal se ham Islam nahi samaj saqate. Sirf Masumin a.s ke aamal se Islam ke kisi hukam ko samaj saqate hai