Yeh kaunsi riwayat mein likha hai k zafar e jin waqae Karbala mein maujud the .

Biharul anwaar me allama majlisi ne imam jafar sadiq a.s se ise riwayat ki shakl me naql kia hai.