Name: | Maulana Ali Abbas Khan |
Age: | 40 |
Location: | Qom, Iran |
Expertize: | Fiqh, Usool, Kalam e Islami, Philosophy and Irfan |
All Questions
اگر ماں کے انتقال کے بعد بچہ کو پیٹ سے زندہ نکال لیا جائے تو اس بچہ پر بالغ ہونے کے بعد غسل ہے یا نہیں
جی، جا وقت بچے کو ماں کے پیٹ سے نکالا گیا ہے اگر ماں کا بدن ٹھنڈا ہو چکا تھا تو بچے پر بالغ ہونے کے بعد غسل مس میت واجب ہے.
All Questions
slam walekum mera swal h ki mujhe gusle jnabat krte waqt bahut time lag jata h kuki mujhe shak laga raheta h ki pani har jagah pauncha ki nahi isliyye mujhe 20 to 30 mint lag jate h gusle janabat karne me plz suggest me what should i do?
W alikum Salam
Pani ke har jagah pahuchne ya yaqeen hona zaroori nahi hai, apko itmenan ho jae kafi hai. Ye shaitani waswasa hai ap jism par pane dalen aur apko lage ki ye jism par pahoch gya to yahi kafi hai.
aalim ji peeth pe pani pahunch gya ye yakin nhi hota ialiye wqt lag jata h
Agr ap Normal style se pani dale to ye apke liye kafi hai, agr ap zaroort se ziyada pari sarf kar rahe hain to ye israf hai aur israf Haram hai.

bahut say loag zohr kye namaz mai philey or dusre rakath mai kya parna nahe jantay aur bahut say confusion hai ke Surah parhay nai chup rahay?
All Questions
Salaam...

W alikum Salam, Namaz-e-Jamat me 1st aur 2nd rakat me Mamoom yani jo imam ke piche Namaz par raha hai wo Al Humd aur Sura nahi parega.
Mai ye janna chahta hu ki Rasul aur aimmah iftar kab karte the - magrib ki azan ke baad? Namaze magrib padhke? Ya namaze isha padhke? Aur iftar kahan karte the - masjid me ya apne ghar pe?
All Questions
Salamun alaykum

W alikum Salam, Qibla isko Rewayat me dekhna parega in sha Allah dekh kar btaunga.
Maulana sahab hm ek company mai kaam karte hai aur wo company Hindu ki hai... Aur namaz padhne ke liye nazdik mai koi masjid nhi hai... agar hai bhi to wo sunni aur digar ki masjid hai... ek shia mashid hai par wo hmri offc se bahot dur hai... takriban 20 min lagta hai waha tak jaane ke liye.... hmne apni company mai baat ki ke agar wo log agar hme apni offc mai hi namaz padhne ke liye ijazar de de par unhone kaha hai ke agar 10 min lagta hai to koi baat nhi... par agar usse ziyada tym lagega to bahar hi jaake padhne ke liye kaha hai... aur kal jab hm masjid mai gai the namaz padhne ke liye fir hmri tabyat kharab ho gai thi... ab jaise ke apko pata haibmahe ramzan chalu hai... to hm kya kare....
All Questions
As Salam Walaikum...

W alikum Salam, Ap Office me hi Namz parye aur kuch Mustahabbat kam kar dijye aur koshish kijye awwal waqt Namaz parye to 10 min me 2 Namaz ho jayegin. Iltemase Dua
All Questions
agar mera koi roza wajib chuta h to kya hum mustaib roza nahi rakh sakte h agar life m kabhi bhi chuta h to
Salam un Alaikum, agr kisi ka wajib roza chuta hai to jub tak uski qaza na kar le mustahab roza nahi rakh sakta. Albtta jis din mustahab roza rakhna chah raha hai wajib chute hue roze ki niyat karke roza rakh sakta hai.
Agr time hai aur train rukegi to sabr karen jub kisi station par ruke to wahan utar kar parye.
Agr waqt ja raha hai aur koi rasta nahi hai to jitna mumkin ho qibla rukh parye.
All Questions
salam walekum agar hum train m h aur wajib namaz ada krna h to kya hum distenation se kibla rukh pata kar k namaz baith kr pad kaste h aur agar train chal g to kya meri namaz sahi mani jaye g kyu k train chalne k bad to kibla rukh change ho jaye g
W alikum Salam
Agr time hai aur train rukegi to sabr karen jub kisi station par ruke to wahan utar kar parye.
Agr waqt ja raha hai aur koi rasta nahi hai to jitna mumkin ho qibla rukh parye.
Jab imam e zamana aaege tab jo log mar chuke hoge unhe wapas zinda karege maslan jo karbla me the dushman unko bhi zinda kiya jaega to kya hum shiyo ko kabrr se uthaya jaega?
ya fhir jo zinda hai wohi imam ka sath denge?
All Questions
Salamunalaikum

W alikum Salam, is Masale ko Raja't kahte hain, Doshmano ki zinda kiya jayega aur unko ikhteyar nahi hoga ki wo wapas is Dunya me na aaen, lekin wo Momin jo imam ajfs ki ke intezar me is dunya se chala gya usse alame-e-Barzakh me pucha jayega ki Zohur ho gya hai kya tum imam ajfs ki nusrat ko jana chahoge ya yahin ilahi nematon me rahoge? To momin ko ikhteyar diya jaega agr chahega wapas is dunya me akar imam ajfs ki nusrat karega agr nahi chahega to alame-e-Barzakh me rahega.
All Questions
salamunalaikum.
Agar jamat namaz me pesh imam ka wuzu tut jaa e to kya hoga??
agar aap ka jawab ye hai k namaz mamun puri kara dega to kya mamun k liye bhi wohi shart hai jo pesh imam k liye thi?.
W alikum Salam, agr pesh Imam ka wozu buch namaz me batil ho jae to 2 raste hain, ya imam kisi aur ko imam bana dega aur wo jamat puri kraega ya sab apni namaz furada puri karenge.
Ji jo dusra Admai imam ki jagah imam banega uske bhi wahi imam ke sharaet hain
Pesh imam kese kahege dusre ko k aap namaz padaye ishare se ya fhir boll k?
Jub pesh imam ki namaz batil ho chuki hy to eshare ki ky zarurat bol ke kah sajta hai
Shukriya.
me aap ko win channel me bhi sunta hun or net me bhi aap mashallah se bahut acchi acchi baate bata te hai or aasani se samjate bhi hai.mola aap ki nemat me or izafa kare.Aameen.
Shukriya Bradar Dua me yad rakhyega