Maulana Jabir Ali Ansari
User Pic
Name: Maulana Jabir Ali Ansari
Age: 48
Location: Qom, Iran
Expertize: Fiqh, History, Aqaaed, Philosophy, Usool, Quran and Ahle Sunnah Books
Question:Many times while I pray namaaz, my tounge slips suddenly while recitation and the recitation goes a little wrong( I think ). What is my duty? eg: while reciting 1st verse's 'Rabbil A'alameen' , my recitation sometimes goes as 'Ravvil A'alameen

Ayatollah:Sistani

Answer: so you should repeat it again
Question:Salamunalaikum Janab mere kuch saval hain khums ke silsile mein aap se guzarish hai inke javabaat de den taki main apni sharai zimmedari poori kar sakun

Ayatollah:Sistani

Answer: alakum salam .tarkhe khumsi zaroori nhi hai job ke shuru hone se tataabuq rakhti ho balke kabhi bhi moayyan ki ja sakti hai 2 jitne saal insaan ne khums nhi dia hai us ke baare me do kaam kia jaa sakta hai pahla ye ke yaad kare ke kitna khums ka maqrooz ho sakte hai usi andaze se khums nikale aur ehteyat karte hue thoda zada nikale duara kaam ye ke hakim shara se musaleha kar le .3 jis ghar me aap rah rahe hain us par khums nahi hai lekin wo paisa jo aap ke walid ne dia tha aur ek saal aap ke paas raha tha us par khums wajib hai aur chahye ke us ka khums ada kia jae ya phir musaleha kia jae aur loan par khums nahi hai kyu ke wo aap ke ghar me use hua hai ke jis me aap rah rahe hai
Question:SalamunAlaikum Janab main India mein Bank job karta hun mera kaam bank ki branch me Customer service karna jaise unke account kholna , account mein cash jama karna hai kya yeh job karna sharai lehaz se sahi hai jabki in sab accounts mein bank interest deti hai?

Ayatollah:Sistani

Answer: ws aap ka kam karna jaez hai
Question:Salamunalaikum Janab agar kisi shakhs pe haj ke sharayat poore ho gaye hon par usney tab Haj na kiya ho aur abb kisi beemari ki wajeh se haj par na jaskta ho too uski kya zimmedari hai

Ayatollah:Sistani

Answer: alaikum salam agar haj par jane se maazoor hai to use chahye ke naeb bana kar haj karwae
Question:Salamunalaikum Janab kya samandar ke pani se taharat ya wazu kiya ja sakta hai

Ayatollah:Sistani

Answer: alaikum salam ji kia ja sakta hai
Question:Salamunalaikum Janab 1. Namaze fajr ka awwal waqt sunrise ke kitne minutes pahle hota hai kyunki aam taur pe jo namaz ke time tables hai unme kuch minutes ka farq rahta hai.2. Namze asr ka awwal waqt zuhar ke kitne minutes baad aata hai aur Namze Isha ka awwal waqt namaze maghrib ke kitne minutes baad aata hai

Ayatollah:Sistani

Answer: alaikum salam namaz fajr ka time taqriban sunrise se 1:15 minute pahle hai aur asr ka time azan se le kar 4 rakat padhne ke barabar waqt ho jae to shuru ho jata h aur magrib ka azan se 3 rakat ke padhne ke andaze me h
Question:Salam, Agha Incomr tax bharne ke baare me kya rule hai? aur kya income tax se bachne ke liye on paper jhooth bolna jaayez hai? For example, Mere business ki income 40 lakh hai aur mai government ko 20 lakh ya 10 lakh show karu taaki mujhe kam tax bharna pade. To aisa karna jayez hai?

Ayatollah:Sistani

Answer: alaikum salam agar is jhoot ki wajah se aap ka paisa kisi no shia ke haath me jane se bach raha hai to ye jhoot jaez hai kyu ke is jhoot ki wajah se faeda ho raha hai
Question:assalam alaikum . can a wife spend a part of her own income for charity withiut permission of her husband?

Ayatollah:Sistani

Answer: alaikum salam yes she can
Question:Salam,bachche ke baligh hone ke liye konsa calendar ko mana ja sakta hai. Islamic ya english, ya do no jsyez hsi?

Ayatollah:Sistani

Answer: alaikum salam islamic ko meyar jana jae ga
Total 170 Questions 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17