Name: | Maulana M Zaki Hasan |
Age: | 45 |
Location: | Mumbai/India |
Expertize: | Usool Fiqh (The Principles of Fiqh) and Faith |
All Questions
1) I have purchased a piece of land with money on which Khums has been paid. After the end of the year, i have not sold the land but the value of land has increased. Do I have to pay khums on the increased value of Land or pay khums only when i actually sell the Land. 2) I have purchased a shop on which Khums has been paid and I have rented it out. After the end of the year, i have not sold the shop. I add the rent money to my income and pay Khums on it. The total value of the shop has increased. Do I have to pay khums on the increased value of shop or pay khums only when i actually sell the shop.
All Questions
salam walekum maulana sahab rajab k kis kis date ko roza rakha jata h
Ws. as more possible . especially on Thursdays and Fridays .
All Questions
salam hamara chota sa room hai. mai wajib namaz padh chuka hu. ab mai sunnat namaz padh raha hu. tabhi hamari ghar ki ladies wajib namaz hamari aghe(front) padh sakti hai? khfz
ws. ladies mard ke peeche khadi ho kar namaz padh sakti hain. ya mard ke baghal main khadi ho to beech main parda ho . lekin agar mard ke aage khadi hon to kafi ziada fasla hona chahiye .
All Questions
Salam un Alaiykum... I want to do mutah with a girl... The girl said yes... But is it necessary to ask her father or the decision of the girl only matters?
All Questions
Many times while I pray namaaz, my tounge slips suddenly while recitation and the recitation goes a little wrong( I think ). What is my duty? eg: while reciting 1st verse's 'Rabbil A'alameen' , my recitation sometimes goes as 'Ravvil A'alameen'
You have to recite correct .
All Questions
does my wuzu become void, if I am talking with someone while performing it?(the process of wuzu I mean...).
No, it will not be void.
All Questions
As salaam Alaikum, kya qabar per agarbatti ya mombatti jalana makrooh hai ya mustaheb ya haraam plz verify
All Questions
Salaam Alaikum, meri age 27 hai mai pehle namaz padta tha phir bheech me nahi pad paata tha or phir last 1 mahine se regular pad raha hu, muje meri qaza namaz padna hai to kis tarah se padhu or kitni saalo ki
ws. jitne saal ki namaz choti hai utni qaza padhni hogi .
Niyat kya hogi namaz ki, or tarteeb se padna padega ya zohar magrib ya subah se kaise b pad sakte hai , zara brief me bataye plz,
qaza ki niyyat se padhna hai . tarteeb ke sath padhana hoga .

Salaam Walaikum Moulana Kya 10 baar Alhamd padhne se murde aadmi ko zinda kiya jaa sakta hai??? Or agar zuban mai utni taakat honi chaiye toh fir Sistaani Sahab murde ko zinda kar sakte hai kyaaa???