Maulana M Zaki Hasan
User Pic
Name: Maulana M Zaki Hasan
Age: 45
Location: Mumbai/India
Expertize: Usool Fiqh (The Principles of Fiqh) and Faith
Question:Kya Haath par tattoo banana ya banwaana jaaez Hai.

Kya isse wuzu ya Ghusl me koi mushkil ho sakti Hai.

Ayatollah:Sistani

Answer: agar pani pahunchne main rukawat na ho to tattoo main koi haraj nahi hai
Question:Agar koi shaks Mahe Ramzan me Safar ka irada kare lekin usko yeh nahi maloom k woh 10 din tak apne watan se door rahega ya usse kam, toh aisi soorate haal me kya use Safar me roza rakhna hoga ya nahi.

Ayatollah:Sistani

Answer: nahi rakhna hoga .
Question:Agar hum namaze jumma pad rahe hai or hamari baju wala shaks geer jaye or humne namaZ tod k usko uthaya jab wo beth gaya to fir humne wahi se apni namaz shuru ki to kya ye namaz sahi hai ya fir dubra zohar ki padni padegi?

Ayatollah:Sistani

Answer: namaze juma ki pahli rakaat ke ruku se pahle joint ho sakte hain.
warna phir Zohar padhni hogi .
Question:Janab ki nazar me Masomeen ki shabih Banana Chahe Movie me ya statue me ho kaisa hai?

Ayatollah:Sistani

Answer: chehra nahi bana sakte .
Question:A few general questions below:
1) For all the Nawafil prayers, can we read silently or does it have to be aloud (e.g for Fajr nafila).
2) What is the significance of raising the hands at every Allahuakbar in Salaah? Is it recommended?
3) Can i merge by qadha Salaah with my nafila? How does this work?

Ayatollah:Sistani

Answer: 1- recite silently
2- it's mustahab
3-no. not possible.
Total 230 Questions 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23