Maulana M Zaki Hasan
User Pic
Name: Maulana M Zaki Hasan
Age: 45
Location: Mumbai/India
Expertize: Usool Fiqh (The Principles of Fiqh) and Faith
Question:what did imam ali gave to bibi fatima as meher e fatimi?

Ayatollah:Sistani

Answer: 500 Dirham ( near about 75, 000 rs)
Question:Mera sawaal ye hai ke Tahajjud ki Namaz me 40 log (Marhumeen ya Zinda) ka naam lena hota h to har roz wahi 40 logo ka naam lena hai...??
agr hum har roz alag alag logo ka naam le to kaisa rahega koi masla to nhi hoga na...

Ayatollah:Sistani

Answer: koi farq nahi padega .
Question:Agar insurance me interest add Ho to Kya Uska Lena jaez h?
mediclaim me Koi sharayat hai ya Har trha ka claim le skte h?

Ayatollah:Sistani

Answer: lia ja sakta hai .
koi alag se medeclaim main shart nahi hai .
Question:lyf mei mere bahut prblm hai aagey badhna hai pata nhi qq kuch rukawat si hogai hai na sahi job hai na koi relatives help krta hai na koi dst aagey badhna hai lyf mei kaise kya karu smaj nhi raha aagha plzz aap bata dijiye koi duaa n yaa kuch plzzz maulana sahab

Ayatollah:Sistani

Answer: apni ibadat par ghor karein koi kami to nahi ho rahi hai .
namaz subah padh rahe hain ya nahi ?
kisi ka haq ( waledain ....) to gardan par nahi hai ?
haram mal to nahi kha rahe hain ?
agar ye sab nahi hai to samajh lein ki azmaish ka waqt hai .

ziarat Ashura roz padhein.
Question:maula ali ne apni lyf mei 25 saal juma ki namaz kinke peechey padi hai

Ayatollah:Sistani

Answer: Masoom sirf Masoom hi ke peeche jamaat padh sakta hai .
Question:we're getting water with foul smell and weird taste.our water tank is of 1200 litres.is wuzu done by that water valid?

Ayatollah:Sistani

Answer: yes
u can do.
Question:Can a mother donate her ambilical cord after delivery of child to the hospital? as researchers has said that the blood inside the cord is preserved and can save a life.is it allowed in Islam?

Ayatollah:Sistani

Answer: yes.
Question:Can a person perform namaz in makeup?many of my friends told me do the wuzu and then recite namaz. But my query is can a person do sajda when the forhead is covered in so many layers of cosmetic creams(it does not gets absorb in skin)?as per the rule of tayammum if one has dust on his forhead before doing the second sajda the khaak should be wiped off. Otherwise that sajda wil not be counted.

Ayatollah:Sistani

Answer: makeup agar itna ziada ho ki rukawat bane aur peshani khak par na samjhi jaye to sajda nahi hoga .
Question:i want to know what is the BEST action that should be done by zaire Imam Hussain during visitation so that he gets ample reward and his ziyarat be accepted.
shukran.

Ayatollah:Sistani

Answer: gift of Quran recitation to Imam a.s. + ziarat in niyabat of Imam Zamana a.s..
Question:stock market mein trading karne ke kya hukm hai? pls wazeah taur par bataye. shukriya

Ayatollah:Sistani

Answer: halal products company ke shares lena halal hai .
Total 230 Questions 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23