Maulana M Zaki Hasan
User Pic
Name: Maulana M Zaki Hasan
Age: 45
Location: Mumbai/India
Expertize: Usool Fiqh (The Principles of Fiqh) and Faith
Question:I was wondering are tattoos forbidden? And what makes it forbidden?

Ayatollah:Sadiq Shirazi

Answer: permitted
not forbidden if not ineffective in wuzu r ghusl.
Question:درود میں جو ہم لوگ ایک اضافی دعایہ جملہ پڑھتے ہیں (و عجل فرجھم) تو اس میں صحیح کیا ہے فرجھم یا فرجہ اس لئے کہ میں نے ایک مولانا کو فرجہ پڑھتے سنا ہے

Ayatollah:Sistani

Answer: " فرجهم "روايت میں وارد ہوا ہے
Question:Imam zamin ki rakam Kis Ko di ja Sakti hai.

Ayatollah:Sistani

Answer: Kisi ghareeb ko de sakte hain.
nazr bhi dila kar momeneen ko khila sakte hain.
Question:1. Kya Hajj me Ehram ki haalat me ya Hajj khatam hone se pehle agar sir ke baal apne aap gire to kaffara hai?

2.Aur lambe balo ko sir ka masah karne k liye wuzu se pehle agar hatho se thoda set karte waqt baal tut kar girne par kaffara hai?

3.Hajj ke pehle ki taiyari ke baare me suna hai k pehli Zilkad ke baad sir k aur daadhi k baal badha na waajib hai, unhe kaat nahi sakte, to aaj 22 Zilkad ho gayee hai aur mujhe baal girne ka problem hai to is surat me kya mai ab thode baal katwa ke thode chote karva sakta hu? Lambe baalo me jhad ne ka darr hai.


Ayatollah:Sistani

Answer: 1- Nahi
2- Yes. Kaffara hai .
3- Wajib nahi mustahab hai .
Bal katawa kar chota karwa lein.
Total 230 Questions 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23