Maulana M Zaki Hasan
User Pic
Name: Maulana M Zaki Hasan
Age: 45
Location: Mumbai/India
Expertize: Usool Fiqh (The Principles of Fiqh) and Faith
Question:Assalamu Alaikum warahmatullah qibla. Kya divorce mein niyyat aur irada shart hain bina niyyat or irada ke nahi hoti agarche koi shaqs mazaq bhi nahi kar raha hoo magar bas aise hi kehdiya bina 2 gawah chahe woh 1000 baar bhi kahe toh Kya hojati Hain

Ayatollah:Other school of thought

Answer: ws. Baghair niyyat (intention) aur sharton(conditions) ke TALAQ nahi hoti
Question:Salam If a shirt is wet and touches a najis thing does the whole shirt become najis or just that part which touches najasat

Ayatollah:Sistani

Answer: ws only that part which is touched to Najasat.
Question:Can fitra from syed by given to needy non syed.

Ayatollah:Sistani

Answer: ws Yes Can give a fitra of Syed to Syed and non syed both .
Question:Salam Alaikum. Right now I am in Muscat and the government of Oman has banned calling through WhatsApp. But using some third party app it can be done. So it is permissible to call using that app because we are going against the law of country. Will it be called as gazbi.

Ayatollah:Sistani

Answer: ws It's not GASBI.
Question:Is playing housie allowed with cash prizes to be won?

Ayatollah:Sistani

Answer: Salam I searched about this game . In some contries this is Gambling ( JUWA ). If this is a gambling, then it's HARAM , otherwise JAEZ.
Question:Salaam Maulana sahab wuzu karte waqt, right hand pe paani dal diye, phir left hand ki taraf gaye, agar kuch paani right hand ka left hand pe ah jaye, involuntarily, kya wuzu baatil hai. ya Phir face pe paani dal diye aur right aur left aur left hamd pe bhi paani dal diye aur masa karne se pehle face se paani ka drop ghir kar left ya right hand pe ghir jaye, involuntarily, kya wuzu baatil hai. ALLAH swt hum sab ki tawfeeq mei izafa kare.

Ayatollah:Sistani

Answer: ws No wuzu is not batil in this situation.
Question:Salam Aga Sadka kisko de sakte hai sadke ka paisa kisi ko school mai padai ke liye de sakte hai ke nahi...

Ayatollah:Sistani

Answer: ws sadqa Ghareeb shia ko uski Zaroorat poori karne ke liye de sakte hain.
Total 230 Questions 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23